Mobile ki battery life kaise badhaye ? Ajkal Sabke smartphone ki jamana hey. sabkuch avi smartphone ki jariye ho raha hey. Minute ke ander social network ke jariye Friends logoko sms chala jate. kuch vi janne ke liye google me smart phone ke jariye one minute me humlog search karke jan lete. Mail se shuru karke movie, game sab kuch aj humlog smart phone ke jariye kar sakte.lekin ap jabbi apne smartphone me facebook,whatsapp,imo chalu karke chating karte 2 ya 3 ghante ke andar hi battary life khalash ho jate. Ap puri chating khatam karne ke pehele hi battary ke charge khalash ho jate.

Mobile Ki Battery Life Kaise Badhaye


ya fir koi important mail karne gaye to battary ke charge katam. apke sath agar aise ho rahi hey to bahut hi kharap ho rahi hey. Iske solation hey. ap is post ko achhe se pade. me ehaper aj batane ja rahi hu kaise ap apne smart phone ke charging life bada sakte ho. batary charging life badane ke liye me ehapar 2 apps ke bare me bataungi. apko jo achhe lage ap install kar lena. Aisa to bahut sare battary save karne ke liye google play store me apps hey lekin sabche achha e dono.

Mobile ki battery life kaise badhaye 


ap sochte honge me ehapar apps ke promotion kar rahi hu. aisa nahi humko is apps se faide hue. to me sicha keu nahi aplogo se e share kare. bahut jada bate ho gaye to chale jan lene is application ke bare me.

1) 360 Antivirus:-


Ap agar apna mobile ke charging life jada time tak rakhna chahate ho to is app ko google play store se install kar lo . 360 Antivirus bahut hia chha hey . E khali apke chargetime hi nahi badate e apke mobile pe virus vi delete kar dete . (Mobile ki battery life kaise badhaye)

Friend me ekdin ek apk software download karne ke liye apne smart phone se ek website me ghusa . Badme us website se me apk file vi install kia . Software install to ho gaye but mere mobile hang vi hone lage . Kuch vi open karne kate to automatic mobile pe dusiri adnetwok ke ad show hone lage . Tab me bahut hi tension me pad gaye . Tab me 360 Antirvirus ko install kia our virus scan kia . Scan finish hone ke bad mere mobile pe 2 thred dekhai diye . Bas asani se us thred ko 360 antivirus se us virus ko delete kar diya . Tabbi se me ajtak is antivirus ko apne mobile pe install karke rakhi hu . Ajtak to kai problem nahi aye mere mobile pe .360 Antivirus me ap battary life time bahut hi asani se bada sakogi . (Mobile ki battery life kaise badhaye)

2) Clean master :-


batarry life badhyane ke liye is app vi greate hey . Clean master install karne ke liye apko google playstore me jana hey our search bar me clean master . likhke search karna hey . Apko clean master mil jayega . Clean master se ap apne mobile ke battary save kar sakte . Sathme mobile ke cache vi clean kar sakte . Clean master use karne se apke mobile ke speed vi bad jate hai Clean master pe ap power saving moode on karke jada time tak apne mobile ke power saving kar sakte hai .

Friends aise me to apko google play store me bahut sare power saving app mil jayegi . Lekin e dono usme se bahut hi badiya hai 

Mobile ki battery life badhayne ke liye Extra Tips:-


Smart phone ke battary save karne ke liye ap apne mobile . Me jo software open karte usko kam hone ke bad zarur exit kare .Mobile pe eksathme jada app chalu nahi kare .Ap agar so rahi ho to mobile ko airplane mode me rake . Mobile ki battery life kaise badhaye Ap apne mobile pe black wallpaper use kare. Mobile ke brightness midium se kam rake.

Humko ummed hai ki apko is post se help milegi. Agar apko is Post ko padke achhe lage to please commet box pe ek comment kar dena . Friends bahut din ho gaye mai is blog me post likh rahi hu . But aplog ki koi response nahi ya rahi hai . To please friends mere ye post agar apko achhe lage to comment kare.